A thought after watching bajirao mastani...
Teraa yun jana meri zindagi se,
manjur na tha mjhe,
par jo guror tune mera toda,
shikayat krna lazmi ho gaya,
Yun toh dhoka dena jaise Adat hai jamane ki,
Par tujhse dhoka khana Manzoor na tha is dil ko,
mana hum nai woh khubsurat bala,
jisko pane ki hasrat ho is jahan ko,
Parr tujh Mai rab dheka tha Maine,
Socha na tha dhoka milega ussi rab se
Din raat beete nahi beet ty
Teri yad Mai aksar Ansu b nahi thamte,
par ye reet hai zindagi ki,
har raat ke baad savera ata hai,
har andhere ke baad jagmag jhaan nazar ata hai,
tjhe bhul jayenge,
ye wada hai...
kyunki hasrate jb tutti hai,
dil aur majbut ho jata hai,
teri yaadon mai jo sachai hai,
bs ab wahi meri taaqt hai,
mjhe ab jarurt nai teri,
kyunki tumhare bina jina hi,
ab aarzoo hai meri....
courtesy:DEEPIka goel
Teraa yun jana meri zindagi se,
manjur na tha mjhe,
par jo guror tune mera toda,
shikayat krna lazmi ho gaya,
Yun toh dhoka dena jaise Adat hai jamane ki,
Par tujhse dhoka khana Manzoor na tha is dil ko,
mana hum nai woh khubsurat bala,
jisko pane ki hasrat ho is jahan ko,
Parr tujh Mai rab dheka tha Maine,
Socha na tha dhoka milega ussi rab se
Din raat beete nahi beet ty
Teri yad Mai aksar Ansu b nahi thamte,
par ye reet hai zindagi ki,
har raat ke baad savera ata hai,
har andhere ke baad jagmag jhaan nazar ata hai,
tjhe bhul jayenge,
ye wada hai...
kyunki hasrate jb tutti hai,
dil aur majbut ho jata hai,
teri yaadon mai jo sachai hai,
bs ab wahi meri taaqt hai,
mjhe ab jarurt nai teri,
kyunki tumhare bina jina hi,
ab aarzoo hai meri....
courtesy:DEEPIka goel
No comments:
Post a Comment