Tuesday, May 24, 2016

Tujhme zinda hun mai

Teri khaamoshio ko smjha hai maine jabse,
Mere dil ki dhadkno ko bhi smjha hai tabse,
Teri aankhon ki nami dekhi hai jab se,
Meri ankhon mai bhi aanso base hai tabse,
Teri muskurhaat ko dkha hai jabse,
Meri khushiaan bdh gai hai tabse,
Tujhse hi toh wajud hai mera,
Tere bina ab kaun hai mera,
Yuhi dil mai rhena tum mere,
Bichad naa jaanaa tum isss safar mai,
Saathi bnkr rhena,
Tum.mere har janam mai,
Waqt chaaye kitna bhi tadpaayea,
Lot kar wapas tum aajanaa,
Mai milungi wahi,
Jahahaaa huae thae juda hum,
Phir karenge Indagi ki shurvaat,
Kyunki tum hi toh ho meri zindagi ki kalpana......

No comments: