Thursday, March 26, 2015

kahaani













dil chahta hai aaj udh jaun us jahaan mai jaahaan ho mera aashiyan


is duniya se jo mila woh kuch khaas na tha, 


aur jo maine diya uska koi hisaab naa tha, 


Ab bs pankh laga ke udana chati hun, 


aapni zindagi mai khud ke liye kuch rang bhrna chati hun, 


kash koi samjh pata meri is khwaish ko, 


woh udaa lejata mjhe mere sapno ke jaahan mai, 


Aur sunta meri har aahat ko, 


Kaash mai udd jati apne aashian ke shehr mai...


No comments: