Woh Bhi Kya Din Thae
Woh bhi kya din thae,
Jab papa se chizi ke liye sirf 2rs mila karte thae,
aur mummy maar maar ke school bheja krth thi.......
Woh bhi kya din thae
jab doston ke sath lunch share kia karte thae,
Aur chuti hote hi bastaa utha kr bhaagaa karte thae.......
Woh bhi kya din thae,
Jb dosto ki ladaai main,
hum masiaa ban jate thae
aur woh phir dost ban jate thae.....
Woh bhi kya din thae jab diwali par school mai bomb phoda karte thae,
aur pakde jaane par sab saath khdae ho jate thae.....
woh bhi kya din thae...
ab toh bas yaadein hain,
aur dhimi si muskurahatein hai....
Courtesy:Deepika goel
No comments:
Post a Comment